TECHY TALKS

"We provide all information about tech news, gadgets reviews, tech talks, latest tips and tricks, updated tech news so stay tuned for too much more"

Sunday, March 11, 2018

Xiaomi Redmi 5 launch exclusively in India news revealed

Xiaomi Redmi 5 launch exclusively in India news revealed 


Xiaomi ne ab apna smartphone Xiaomi Redmi 5 ko finally India me launch karne ki date bata di hai.Jo exclusively Amazon me hi launch hoga jiska Amazon ne apni site pe ek dedicated page tayyar kar diya hai.
Xiaomi Redmi 5 launch exclusively in India detail revealed || Xiaomi Redmi 5 ab India me finally launch hone wala hai
Xiaomi Redmi 5  launch exclusively in India from amazon

Xiaomi apna phone 14 march ko amazon me launch kar rha hai.Amazon ne iske liye ek amazon pe dedicated page bhi banaya hai smartphone launching ka aap ja ke check kar sakte hai.
Amazon ne launch hone ka time bhi bataya hai jo ki 14, march ko 3PM ka ho sakta hai.
new launched phone

  

TO CHALIYE AB BAAT KARTE HAI XIAOMI REDMI 5 SPECIFICATION KI.

Jab Redmi 5 aur Redmi 5 plus China December me launch hua tha to uske specification ye the
  •       2GB RAM ka Redmi 5 ke price at CNY 799 (approx- Rs 8,100)
  •  3GB RAM ke price atCNY 899 (approx- Rs 9,100)
  •    jabki               4GB RAM ke price at CNY 1,299 (approx-Rs 13,200).
   ye china ke hisab se Xiaomi redmi 5 ke pricing hai ab dekhna ye hai ki India me in variant ki pricing kya hoti hai.
ACCORDING TO THE COMPARISON OF FEATURES//FEATURES KE HISAB SE.

5.7-inch display 1440 x 720-pixel resolution ke sath.teeno variant hi variant me (2/3/4GB)  octa-core Qualcomm Snapdragon 450 processor hai.Aur ye 16 aur 32 Gb ke storage key sath hai.Ye 12 MP ke rear camera or 5MP ke front camera ke sath aenge.wi-fi ,4g Volte, 4.2 GPS aur 3.5mm headphone jack ki connectivity ke sath hai aur is iski battery ki bat kare to ye 3300 mAh ki hai jo poora power pack hai xiaomi redmi 5 ka

Ab baat karte hai Xiaomi Redmi 5 PLUS ki  1080x2160 pixels resolution ke sath 5.5 full HD display ke sath. Jo octa-core Snapdragon 625 processor ke sath (3/4)GB variant ke option hai.Aur iska camera bhi 5PM ka front aur 12MP ka rear hai.
Iski connectivity bhi same hi hai.Lekin ye 4000mAh ke power pack ke sath hai.

Ab dekhna ye hai ki India me XIAOMI kya launch karta hai aur uski pricing kya hogi.

asha hai ke information aap ko acchi lagi hogi aapna bhumulya samay dene ke liye dhanyawad agar ye information acchi lagi to ise zarur share kare .

No comments:

Post a Comment